बच्चेदानी गर्भाशय रोग ज़्यदा हो रहे इलाज कारण female infertility bachedani problem


bachedani ke rog bacha dani ka infection in hindi bachedani problem in english bachedani me infection bacha dani ka cancer in hindi banjhpan ka desi ilaj in hindi solution for pcod problem in hindi bachedani me infection in hindi 
आज कल महिलाओ में Uterus या बच्चेदानी की समस्या बहुत बढ़ रही है जिसे कहते है PCOS मतलब की पॉलयसयस्टिक ओव्री सिंड्रोम की समसाया देखने को मिल रही है.
चिंता की बात यह है की कई सालो पहले यह बीमारी केवल 30 के उपर की महिलाओ में ही होती थी, लेकिन आज कल इसके उल्टा ही देखने को मिल रहा है, यह बीमारी महिलाओ को बहुत कम उमर में देखने को मिलती है. लेकिन दारिय नही आज हम आपको बताते है, PCOS ट्रीटमेंट इन हिन्दी.

 Bachedani Problems POCOS KYA HAI 

जब सेक्स हॉर्मोने में इमबॅलेन्स हो जाता है. हॉर्मोने में ज़रा सा भी बदलाव मासिक धर्म(MC) चकरा पर तुरंत असर डालता है. इस कंडीशन की वजह से OVARY में अल्सर (सिस्ट) बना जाता है. अगर यह समस्या लगातार बनी रहती है तो ना केवल ओव्री और फर्टिलिटी पर असर पड़ता है,

बल्कि यह आगे चलकर कॅन्सर का रूप भी ले लेती है. दरसल महिलाओ और पुरुषो दोनो के शरीर मई ही प्रजंन हॉर्मोने बनते है. आंड्रजेन हॉर्मोने पुरुषो के शरीर में भी बनाते है, लेकिन PCOS से ग्रसित महिलाओ के ओव्री में हॉर्मोने सामनएे मात्रा से अधिक बनते है. यह स्थति सच मच घातक हो सकती है. यह सिस्ट छ्होटी-छ्होटी तेलिनुमा रचनाए होती है, जिनमे तरल पदार्थ भरा होता है.

ओव्री में यह सिस्ट जमा हो जाता है और उनका आकर भी धीरे-धीरे बदता जाता है, यह इस्थति पॉलयसयस्टिक ओवायरियन सिंड्रोम कहलाती है. कभी भी यह ही समस्या ऐसी बन जाती है जिसमे महिला गर्भ धारण नही कर पति है.

Symptoms of PCOS, Inn Lakshano ko Pahchan kar Bachiye Iss Bimari se
  • Chehre par baal aana
  • Muhase hona
  • Pigmentation
  • Aniyamit roop se mahavari
  • Youn iccha mai achanak se kami aana
  • Garbh dharan karne mai mushkil hona
  • Cause of PCOS, Iss Bimari ke Mukhaye Karan
Kharab Khan Pan

Junk food jese Pizza, burger aadi sabhi sharir ko nuksaan pahuchate hai. Bahut oily, meetha tatha vasa yukt bhojan khana bhi iss bimari ka karan hai.
Meetha bhi sehat ke liye kharab hota hai. Iss bimari ke peeche diabetes bhi ek karan hota hai. Apne khan pan mai laparvahi iss bimari ke hone mai bahut badi bhumika nibhati hai.
 Motapa

Cause of PCOS mai jyada weight hona sabse bada karan hai. Motapa har tarike se pareshani ka karan hota hai. Jyada vasa yukt bhojan, vyayam ki kami aur jarurat se jyada khana ye sab vajan badne ka karan hota hai.
Jyada vajan se estrogen namak hormone ki matra badti hai, jo ovary mai cyst ko banana ke liye jimmedar hoti hai. Isliye vajan kam karne se iss bimari se bahut had tak chutkara paya ja sakta hai.
Saath hi jo mahilaye iss bimari se grasit hone par apna vajan kam kar leti hai unki ovary mai vapas ande banana shuru ho jata hai.
Lifestyle

Inn dino jyada kaam ke chakkar mai tanav aur chinta adhik rahti hai. Iss chakkar mai ladkiya apne khane- peene ka khayal nahi rakti hai.
Saath hi late night party mai drink aur smoking unki life style ban jati hai, jo baad mai bada nuksaan pahuchahti hai. Isliye apni dincharya ko sahi kijiye aur swasth rahiye.
Vese PCOS ko theek kiya ja sakta hai. Agar hormone ko balance kar liye jaye to yeh apne aap hi theek ho jayega. Aajkal ki ladkiyo ko khel mai bhag lena aur khub sara vyayam karna chahiye. Iske alawa apne khan pan mai sahi aahar lena chahiye. To fir aaiye ab hum aapko batate hai, PCOS Treatment in Hindi aur sahi aahar jo aapko iss bimari se bacha sakta hai. Kyoki sahi aahar aapko iss bimari se hamesha ke liye bacha sakta hai.

PCOS (Polycystic ovary syndrome) Se Bachne Ke  Upaye Treatment in Hindi

Salmon Fish

Iss fish mai omega 3 fatty acid hota hai, jo ki glycemic index mai kam hota hai.
Yeh na kewal dil ki bimari balki mahilao mai androgen hormones ko bhi theek karta hai.

Salad

Hari pattedar sabjiya poshtik hoti hai. Insulin pratirodh PCOS ka ek aam karan hota hai.
Isliye apne aahar maisalad pattedar sabjiyo ko shamil kihiye.

Barley

Yeh sabut anaaj glycemic index mai kam hota hai aur low GI insulin ko badane se rokta hai aur PCOS se ladta hai. Isliye rozana apne aahar mai barley ko shamil kijiye.

 Daal Chini

Yeh masala sharir mai insulin level ko badane se rokta hai aur motape ko bhi kam karta hai.
Aap chahe to iska sevan pani mai bhigo kar bhi kar sakte hai.

 Broccoli

Iss hari sabji mai vitamin hote hai, kam calorie aur kam GI bhi hota hai. Ise har mahilao ko khana chahiye.
Iske sevan se mahilaye kabhi bhi iss bimari se pareshan nahi hoti.
You may also like:- Broccoli Benefits: Isme Chupe Hai Swasth Sehat Ke Raaz

 Mushroom

Low calorie aur low GI ke guno se bharpur mushroom aapke liye bahut faydemand hota hai.
Isliye har mahila ko iska sevan karna chahiye. Agar aapko ovary mai cyst ho to iska sevan aapko bahut fayda pahuchayga.

 Tuna

Tuna fish bahut poshtik hoti hai aur usme bahut sara omega 3 fatty acid aur vitamin paya jata hai, jo ki PCOS se ladta hai.

Isliye expert ka kahna hai ki, iss bimari se grasit mahilaye agar iska sevan kare to usko jaldi aaram milenga.

Tamatar

Isme Laikopain hota hai, jo wait kam karne mai aur iss bimari se ladne bhi help karta hai.
Isliye aap isko apne aahar mai jarur shamil kijiye.

 Shakarkand

Agar aapko meetha khane ka mann kare to aap iss kam GI wale khadya padarth ko kha sakte hai.
Jisme ki shakarkand ka naam aata hai. Aap iska sevan roz kar sakte hai.

 Anda

Yeh poshtik hota hai. Isliye ise jab bhi ubal kar khaye to iske peele bhag ko nikal de kyoki yeh heart ke liye kharab hota hai.
Isme high cholesterol hota hai. Jisse ki kai bimari ka hone ka dar hota hai.

 Dudh

PCOS Treatment ke liye calcium ki bharpur matra lena bahut jaruri hai. Jo mahilaye PCOS se lad rahi hai unhe calcium ki jarurat hoti hai.
Calcium ki sahi matra ande ko paripakvata karne mai, andashaye ko viksit karne mai aur haddiya ko majboot banane mai madad karta hai. Isliye har mahilao ko rozana 2 gilaas dudh bina fats ka pina chahiye.

Dahi

Yeh na keval calcium se bhara hota hai balki yeh mahilao ke mutrashay path mai sankramnd se ladne mai bhi madad karta hai.
Isliye apne bhojan mai rozana dahi ka sevan kare.

 Palak

Isme bahut kam calories hoti hai aur yeh ek super food ke naam se jana jata hai.
To aaj se ise kahiye aur PCO ko dur bhagaiye.

 Mulethi

Yeh ek herb upchar hai, jise khane se mahilao ke sharir mai purush hormone kam hone lagta hai aur PCOS se suraksha milti hai.

Yeh mahilao ke liye har prakaar se laabhdayak hota hai.

PCOS इलाज -
डॉक्टर के अनुसार, हॉर्मोने दवाओ की मदद से इश्स बीमारी से छुटकारा पाया जा सकता है. ओव्युलेशन इंडक्षन भी एक तरीका है. जिसमे डॉवा की मदद से हॉर्मोने बॅलेन्स किया जा सकता है. इसके अलावा सबसे मॉडर्न ट्रीटमेंट लॅपयरॉसकपिक है. इसमे ओव्री से सिस्ट बाहर निकल जाता है.

इसमे अबनॉर्मल ओव्री के टिश्यू को हटा दिया जाता है. लेकिन इसका सबसे बड़ा नुकसान यह है की, ये सूगेरी ठीक से नही होने पर दोबारा सिस्ट बनाने की आशंका होती है.

उपर आपने पकोस (पॉलयसयस्टिक ओव्री सिंड्रोम) के बारे मई ज़रूरी बाते जानी. तो बस देर किस बात की इश्स बीमारी के कार्नो को पहचनकार जल्दी इसका इलाज करवाईए और स्वस्थ रहिए. अपनैइए पकोस ट्रीटमेंट इन हिन्दी और रहिए स्वस्थ.

0 Response to "बच्चेदानी गर्भाशय रोग ज़्यदा हो रहे इलाज कारण female infertility bachedani problem"

Post a Comment

Thanks for your valuable feedback.... We will review wait 1 to 2 week 🙏✅

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel