10 सर्वश्रेष्ठ हिंदी वेबसाईट कमाई के मामले में Top hindi website list


आज हम आपको भारत की हिंदी की टॉप टेन वेबसाइट लिस्ट बताने जा रहे है जो सबसे अधिक पॉपुलर रहती है
1. नंबर पर समाचार वेबसाइट आजतक न्यूज़ है hindi website list hindi website for health hindi website for essays hindi movies website ayurveda hindi website popular hindi blogs popular blogs in india famous personal blogs hindi blogs on motivation most popular hindi blogs indian fashion bloggers top earning blogs in india famous blog sites star news hindi website cnbc awaaz hindi website 
2. दैनिक भास्कर है - इसके 8 लाख से अधिक डेली विजिटर है

3 ज़ी न्यूज़

अब कुछ ऐसे नाम जिन्होंने वेबसाइट BLOGS से अच्छे पैसे कमाए

  1. Amit Agarwal: ये इंडियन के सबसे Highest Earning अर्निंग करने वाले पहले गूगले अड्वरटाइज़ सर्विस गूगले एडसेंसे के पब्लिशर है. जिनका ब्लॉग
     http://www.labnol.org hai Jo Ki Ek Technology Related Blog hai. Jiske Average 5 Million Monthly Hai.11-Feb.(Posting Time)  Ko Jiski Alexa Rank 4,524 Globally and Indian Rank 711
     hai. To Alexa Rank Se Hi App Samajh Gye Honge Ki Ye Blog Internet Par Kitna Popular hai ho Chuka hai. Inki Monthly Income Lagbhag 30,000$ hoti hai. Agar Amit Agrwal Ji Ke Baare Me Baat Kare to Ye Phele U.S Ki Kisi Software Company Me Job Kiya Karte The, Par Inhone Apni Job Ko Chhodkar Professional Blogger Bane Ka Socha Aur Ye Professional Blogger Ban Chuke hai.
  2. Harsh Agarwal: Delhi Se Belong Karne Wale Harsh Agarwal Ka Blog Shoutmeloud.com Jo Ki Self Earning Ke Liye and Become a Best Blogger Aur Kuch Marketting Se Related Blog hai. Agar Inke Page-view Ke Baat Kare To 4.5 Million Monthly Pageview Hote hai. Aur Blog Ki Alexa Rank 1854 Globlly and Indian Rank 198 hai. Inki Monthly Income 15000$ hoti hai. Aur Ye New Blogger Ko Bahut Support Bhi Karte hai. Isi ke Sath Ye 2nd Number Par Highest Earner In India Ki List Me Aate hai
  3. RajuPP: Inka Blog Techpp.com hai. Jo Ki Naam Se Technology se related hai. Inki Monthly Income lagbhag 14000$ hai. Aur Ye regular Badti Jaa Rhi hai. Jiski Alexa Rank Globally 21821 aur Indian Rank3006 Ke Sath Ye adsense Earning Ki List Me 3rd Number Par Aate hai. Is Blog Ke Pageview 3.8 MillionMonthly Generate Hote hai. Aur Raju PP Banglore se Electronic Engineering Graduate hai.
  4. ShriNivas Tamada: Inka Blog http://www.9lessons.info Ek Programming blog hai Jisme Ajax, Php , And Technology Se Related Post Kiye jaate hai. Income Monthly Approximate 13000$ Monthly hai. Blog Ki Alexa Rank globally 13707 Aur Indian Rank 1722 ke Sath Pageview Average 4 Million Monthly hai.
  5. Arun Prabhu Desai: Track.in Ke Founder Arun Prabhu Desai Ki Monthly Income 12000$ hai. Alexa Globally Rank 34864 aur Indian Rank 1766  Ke Sath  Page-View Average 3.3 Monthly Generate Hote hai. Inka Blog Indian Techonology and Indian business Marketing Se Post Ke Liye Famous hai.
  6. JASPAL SINGH: savedelete.com Ke founder Jaspal Singh Ki Monthly adsense Income Approx.10,000$ Hoti haiIske Blog Par Monthly Page-view 3 Million Generate Hote hai. Gloabbally Alexa Rank50,335 Aur Indian Rank 7030 hai.Inka Ye Blog Gadget tips , Blogging Tips Aur Kuch Advance Ke Liye Internet Par Famous Hai.
  7. Amit Bhawani: www.amitbhawani.com Ke Founder Amit Bhawani Apne Blog Par Apne Tech And Knowledge Ke Experiance Share Karte hai. Alexa Rank Me Globbaly Rank 117169 Aur Indian Rank 13712Hone Ke Sath Blog Par Monthly Pageview 3 Million Generate Ho Jaate hai. Inki Income 9500$ Monthly Hoti hai. Amit Bhawani Ji Ne Apne Blogging Career 2007 Se Start Kiya Aur Unke Under 100+ Blog Update hote hai. Unki Ek Firm Jo Ki SEO Ke Liye Work Karti hai
  8. Rohit Langde: www.blogsolute.com Ke Founder Rohit Langde Nagpur Se Mechanikal Degree College Se Graduate Hai. Social Site And Technology Se Related Is Site Par Apko Bahut Acche Post Mil Jayenge. Income Monthly Income Approx. 5,000$ hoti hai. Globally Alexa Rank 170151 and Indian Rank 26,699 Ke Sath 3.5 Page-view Generate Ho Jaate Hai.
  9. Rahul Bansal : Devilsworkshop.org Ke Founder Rahul Bansal Greek Blogger hai Aur Apne Technology Se Related Experience Apne Blog Par Share Karte hai.Inki Monthly Income 4500$ Alexa Rank Globally206250 Aur Indian Rank 20893 . Average Page-view 3.6 Million Generate Ho Jaate hai. Rahul Bansal Pune se M.Tech Kar Computer Engineer hai.
  10. Honey Singh: honeytechblog.com Ke Founder Honey Singh Ki Monthly Income Approx. 4,000$ Hone Ke Sath Ye Top Ten Ki List Me Shamil Hai. Alexa Globbaly Rank 5,28,302 Aur Indian Rank 1,06,787 Ke Sath Daily Page-view 3.6 Million Ho Jaate hai. Ye Ek Computer Friendly Person hai Jinhone Apne Blog Career Ko Professional Blogger Bana Diya hai. Blog Par Gadget , Technology , Tips Ke Experience share Kiye Jaate hai

0 Response to "10 सर्वश्रेष्ठ हिंदी वेबसाईट कमाई के मामले में Top hindi website list"

Post a Comment

Thanks for your valuable feedback.... We will review wait 1 to 2 week 🙏✅

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel