100 तरीके ट्रैफिक ब्लॉग वेबसाइट पर | blog website ki traffic kaise badhaye


how to increase website traffic for free how to increase website traffic through google get traffic to your website free increase website traffic fast increase website traffic software best way to increase website traffic for free how to get traffic to your website fast instant website traffic 
ऑनलाइन बिज़्नेस कोई भी हो सब के लिए हाइ ट्रॅफिक की ज़रूरत पड़ती है. ब्लॉग्गिंग भी पूरी तरह ट्रॅफिक के उपर निर्भर है. जिस ब्लॉग पर जितना हाइ ट्रॅफिक होगा वो उतना ही पॉपुलर ओर बेटर ब्लॉग होगा. इस पोस्ट मे में आपको ब्लॉग की ट्रॅफिक बढ़ने के सिंपल 101 तरीके बीटीये रहा हू. जिन्हे फॉलो करके आप अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक 100% बढ़ा सकते हो.

हाउ तो इनक्रीस ब्लॉग ट्रॅफिक 101 पॉपुलर वेस

ब्लॉग पर अगर ट्रॅफिक नही है तो वो किसी काम का नही है. वॅल्यू उसी की होती है जिसे लोग सल्यूट करते है बिल्कुल वेसए ही अगर आपके ब्लॉग पर 100 पोस्ट्स भी है ओर अछा ट्रॅफिक है तो आपका ब्लॉग दूसरे किसी 500 पोस्ट्स वेल ब्लॉग से बेटर होगा.

इस पोस्ट मे मई आपको उन 101 सिंपल तरीक़ो के बारे मे बीटीये रहा हू. जिन्हे आप आसानी से फॉलो कर सकते हो ओर अपने ब्लॉग की ट्रॅफिक बढ़ा सकते हो. सो अगर आप रेआली मे अपने ब्लॉग पर हाइ ट्रॅफिक देखना अकहते हो तो इस पोस्ट मे ब्ताए टिप्स को आचे से पढ़ो ओर जितना हो सके फॉलो करो.
Website Blog Ki Traffic Kaise Badhaye 101 Popular Tarike

Blog par high traffic lane ke liye hum kya kuch nahi karte hai. But humse humesha ek galti ho jati hai. Hume blog ki traffic increase karne ki jo bhi jankari milti hai. Hum use padh to lete hai but follow nahi karte hai. So plz is post ko padhne ke bad ignore mat kare or jyada se jyada step follow karne ki koshish kare.

Part 1: Write High Quality Content
  • Use High ranking keywords – Sabse jyada search kiye jane wale keywords ko use karke post likhe.
  • Make excellent articles – badhiya se badhiya article likhe. Jise visitors ek bar padhne se hi aapke fan ban jaye.
  • Write maximum words post – Search engine se jyada traffic pane ke liye ek post me minimum 2000 words hone chahiye. Isse kam words use karoge to search engine se traffic milne ke khwab chod de.
  • Write shorts cool posts – Aap short post bhi likh sakte ho. But short post me 10 badi post se bhi achi or best jankari honi chahiye. examply jaise aap kisi tricks ke bare me bta sakte ho.
  • Write new topics – Humesha aysi jankari share kare jo internet par bahut kam ho.
  • Write for your readers – Apne visitors ki pasand ke hisab se ne w post likhe.
  • Write your success story – Aapne kis tarah apne blog ko success banaya uske bare me bhi post likhe.
  • Write about social media – Log sabse jyada social media par active rahte hai. So social media par post likhe
  • Write Your income – Apni income report share kare. visitor ise sabse jyada pasand karte hai or unhe isse hard work karne ki new power milti hai.
  • Ask your reader’s about new post – Apne audience se unki pasand puche or unki pasand par bhi post likhe.
  • Write your blog most popular content – Apne blog ki sabse jyada popular articles ke bare me post likh kar visitors ko btaye.
  • Interview other blogger – Dusre blogger ka interview le or use apne blog par publish kare.
  • Write about best related blog – Apne blog se related dusre popular blog ke bare me post kare.
  • Write about celebrities – Happy new year and other celebrities ke bare me post kare.
  • Write about your thoughts – apne vicharo ko apne readers ke sath share kare. Jisse wo aapko ache se samajh sake.
Part 2: Use Eye-Catching Photos Graphics

16. Use eye-catching photos – Blog post me badhiya se badhiya images use kare. Jinhe dekhte hi user aapke fan ho jaye.

17. Add pinterest button on images – images par pinterest button add kare jisse aapke photos ko user share kar sake.

18. Add social button on photos – Pinterest ke alawa aap facebook, twitter, google+ share button bhi images par add kar sakte ho.

19. Make Image Clearly – Blog post me jitna ho sake clear image hi use kare jo blog post content me jaruri ho. Bekar ki faltu images use karne se search ranking low hoti hai.

20. Use only self create and free stocks images – Blog post me apni banayi huyi or free stocks website ki hi images use kare. Copyright images use na kare.
Part 3: Social Media Help More Traffic

21. Create a google plus page – Apne blog ke liye ek google+ page banaye or apne new post us par share kare.

22. Create a facebook page – Apne blog ke name se ek facebook page banaye or us par blog ki sabhi posts ko share kare.

23. Tweet all your post – Apne blog ki sabhi post ko twitter par share kare.

24. Add latest tweet widget – Blog ke sidebar me apne twitter account ki latest post widget add kare.

25. Use social media share button – Blog post me social media share button use kare. Jise user aapki post ko share kar sake.

26. Add social media follow widget – Blog me social media follow widget add kare.

27. Regular pin images other blog – Dusre blog ki images ko bhi apne pinterest account par share kare jisse aapko or jyada followers mil sake.

28. Comments on other blog – Dusre blog ki post par commnets kare jisse aapko backlinks mil sake.

29. Follow all other blogger – Dusre blogger ko bhi social media par follow kare. Jisse unki activity ke bare me aapka pata cha lsake.

30. Active on social networking sites – Social site par bhi kuch time active rahe or apne followers ke sath relation banaye rakhe.

Part 4: Guest Post and Interview

31. Start guest post on your blog – apne blog par ghuest post bhi share kare. Isse aapko traffic bhi milega or aapki site ka content bhi badhega.

32. Share guest post on other blog – Dusre popular or aapke blog se related blog par guest post share kare.

33. Do interview on other blog – dusre blog par apna interview de or apne bare me readers ko btaye.

34. Set up a free blog – agar aap self hosted blogger hai to ek free blog bana kar us par apne blog ki post share kare.

35. Share link on other blog – Apne blog se related dusre blog par apni site ka link add kare.
Part 5: SEO – Search Engine Optimization

36. Make Your blog SEO friendly – Apne blog ko complete seo friendly banaye.

37. Set up all settings – Blog ki complete setting kare. or blog me se extra items ko remove kare.

38. Make designed blog – Blog ko ache se design kare jisse visitors ko aapke blog ka design pasand aaye or wo aane wale time me bhi aapki site par visit karna chahe.

39. Add internal & external links in blog post – Blog par post likhte time post me apne blog ki dusri post ka link or dusri site ke links jarur add kare. Isse blog ki search engine ranking badhti hai.

40. Use keywords research tools – Blog post me high ranking keywords use krne ke liye top keywords research tools add kare. In my case mai Semrush tool use karta hu.

41. Find Idea For New post – Blog par new post likne ke liye idea search kare iske liye aap kisi bhi online post title maker site use kar sakte ho. jaise:- Hubblogs.

42. Submit site to google – Apne blog ko google search console (webmaster tools) se submit kare.

43. Submit site to bing – Goolge ki tarah hi site ko bing search engine se submit karna jaruri hota hai.

44. Submit blog to all search engines – Apni site ko sabhi search engines se submit kare. or apni site ko complete seo friendly banaye.

45. Create sitemap for your blog – Apne blog ke liye sitemap generate kare.

46. Submit sitemap to google webmaster – Apni site ka sitemap banane ke bad use google webmaster tool me submit kare.

47. Submit sitemap to bing webmaster – Blog ke sitemap ko bing webmater tootls me add kare.

48. Submit site to alexa – Site ki alexa rank increase karne ke liye site ko alexa se submit kare.

49. Use Yoast SEO plugin – Agar aapki site wordpress par hai to yoast seo plugin use kare. ye plugin seo ke liye world me no.1 hai.

50. Use keywords in post title – Blog post me topic me 1-2 high quality keywords use kare. Isse aapki post search engine me top tanking me hogi.

52. Use keywords in post content – Post contnet me aap jitna ho sake utne keywords use kar sakte ho. Aap post content me jitne jyada keywords use karoge. Aapki post ki search ranking utni hi better hogi.


53. Submit your site to yandex – Blog ko yandex webmaster se bhi submit kare.

54. Set up site to goolge authorship – Apni site ko google authorship se connect kare.

55. Submit site to pinterest – Apni site ko pinterest se submit kare.

56. Use 50-70 characters in post title – Blog post title minimum 50 or maximum 70 words hi use kare.

57. Use heading in post – Post me 1-2 heading use kare. Isse search robot ko aapki post jaldi samajh me aati hai.

58. Highlight Post top keywords – Post content me top keywords ko highlight kare.

59. Write Negative Content – Blog post me don’t read this, don’t show it jaise words use kare. User aysi post ko jyada padhte hai.

60. Add post summary – Post ke last me post ke bare me 3-4 lines us post me btayi jankari ke bare me jarur add kare.

Part 6: Email Marketing

61. Add email service – Blog ke liye feedburner, awebar and other koi bh iemail service shuru kare. Jisse aapke visitors ko aapke new post ki janakri mil sake.

62. Add subscribe widget – Blog me subscribe widget add kare. Jisse aapke reader aapke blog ko subscribe kar sake.

63. Change delivery time – apne audience ke hisab se ki aapki site par sabse jyada vbisitors kab aate hai. email delivery time change kare. Isse aapko jyada email click mil sakte hai.

64. Set up email delivery content – Aapki new post ki notification visitors ko milti hai to usme kya kya show hona chahiye. IS sab ko apne hisab se set kar le.

65. Show only summary in email message – Email message me sirf post ki summary hi send honi chahiye. Agar email me aapki puri post ka content show hoga to koi bhi aapki site par visit nahi karega. Sab mail me hi aapki puri post padh lenge.

66. Ask your reader to subscribe blog- Apne visitors ko blog ko subscribe karne ke liye kahe.

67. Add confirm message in subscribe widget – Blog par feedburner ki free email service use karne wale blogger ko apne blog par subscribe widget me confirm message add karna chahiye. Jisse user aapko subscribe karte time email confirm jarur kare.

68. Add simple subscribe widget – Ek designed subscribe widget ki jagah ek simple widget se jyada subscrbiers mil sakte hai. So blog me simple widget hi add kare.

69. Check email services Activity – Blog me email servise active karne ke bad ek bar confirm jarur kare ki aapki post ki delivery aapke visitors ko mil rahi hai ya nahi.

70. Add social button with subscribe widget – Subscrbie widget me social follow button bhi add kare jisse user aapko social media par bhi follow kar sake.

Part 7: Offline Ideas to Increase Traffic

71. Give interview any newspaper – Apni site ke bare me kisi local ya fomous jaisa bhi aap kar sako ko interview de or news paper me apni site ki news add karwaye.

72. Make grating card – Apni site ke name se aap kisi wishes tyohar par grating card bhi banwa sakte ho.

73. Add promotion board – Apni site ke name se aap market me board bhi lagwa sakte hai. But iske liye aapki site most popular honi chahiye.

74. Give Ads in market – Apni site ke url name se market me aap T-shirt, shoes and other product banwa sakte ho.

75. Speek in most events – Apni kis party and most event me apne sabhi friends ko iske bare me bta sakte ho.

76. Ask your friends – Apne friends se kah kar bhi aap apni site ka promotion karwa sakte ho.

Part 8: Make Apps For Your Blog

77. Make apps for your blog – Apne blog ke liye kisi app developer se 5,000 to 10,000 me apps banwa le. Aajkal user sabse jyada smart phone hi use karte hai. Ayse me agar aapki site ka apps hoga to aapko isse or jyada traffic milega.

78. Monetize your app – apne app ko bhi aap adsense se jod kar paise kama sakte ho.

79. Make full site app – Aap apni site ke liye full details me apps banwaye. Jisse aapke visitors ko apps par puri jankari mil sake.

80. Add link to visit on site – Apps me apni site par jane ke liye bhi links add kare jisse visitors apps ke throw aapki site par visit kar sake.

Part 9: Update Your Old Posts

81. Update old post – apne purane articles ko time par update karte rahe or usme jaruri changes karte rahe.

82. Add update date in post – post ko update karte time post me last update time jarur add kare. isse visitorss ko ye pata chalta hai ki ye post kab likhi gayi or kab update ki gayi. Ayse me us post ko pahle se padh chuke users bhi fir se padhna apasand karenge.

82. Change old post title – Agar aapko lagta hai ki post ke title me kuch words change karne se aapko jyada traffic mil sakta hai to post tile ko change kare.

83. Remove Extra words – Post title me 70 se jyada character hone par search engine se adhik traffic nahi mil pata hai. Isliye aysi old post ko edit kar ke post topic me se extra words remove kar de.

84. Don’t change post links – Post edit karte time post ka links change nahi karna chahiye. Isse 404 page not found error problem hoti hai.

85. Add more content – Agar aapki kisi old post me kam 500 se bhi kam words hai to use edit kar usme or words add kare. Jisse us post ki search ranking me sudhar ho or aapko jyada traffic mil sake.
Part 10: Other Ideas

86. Work on other blog competitions – Dusre blog jin par aapki site se related jankari share ki jati hai. Unse competition bana kar blogging kare jisse aapko hard work karne ki power milti hai or aap dusro se aage niklne ki koshish karoge.

87. Ask to other big and success blogger – Dusre fomous blogger se blog ki traffic badhane ke bare me puche or unke btaye tarike follow kare.

88. Choose a beatiful simple theme – Apne blog ke liye koi achi badhiya simple the or template choose kare. Jise log aapki site ke disgn ko bhi pasand kare.

89.Make fast loading blog – Aapka blog jitna jyada fast loading hoga aapko utna hi jyada traffic milega. Kyuki slow open hone wali website ko 10% peoples bhi like nahi karte hai.

90. Increase RSS feed subscribers – Apne blog ke rss feed subscribe badhaye jisse aap jab bhi new post likho to aapko jyada traffic mil sake.

91. Choose full mobile friendly theme/template – User sabse jyada mobile hi use karte hai. Ayse me agar aapki site mobile me sahi se open nahi hogi to aapko mobile user ka kam support milega.

92. Make site simple design – Ye bat 100% sach hai ki ek more beatiful designed site ki jagah user simple design site ko jyada pasand karte hai. Aap t ohindi blogger hai so site ka design simple honaa chahiye. Jisse aapke visitors ko aapi site ache se samajh aa sake.

93. Make about us form – Apni site par apne bare me or apni site ke bare me ek page banaye. Usme apni puri details likhe ki aapne kaise or kyu is blog ko banaya hai. Isse visitors ko aapke bare me jyada janne ko milta hai or unka aapse acha relation banta hai.

94. Write helpful post – Jitnaa ho sake blog post me helpful jankari share kare. Jisse logo ko lage ki aap wastav me dusro ki help karte ho. or aap ek ache inshan ho.

95. Add a search box – Site par ek search box jarur add kare jisse aapke visitors apne kaam ki jankari search kar sake.

96. Links to your most popular article in sidebar – Apne blog ke sidebar me blog ki sabse jyada popular post jarur add kare. Kyuki new visitors sabser pahle aapki popular post padhna pasand karte hai.

97. Optimize Your site – Apni iste ko optimize kar ke baki dusri sabhi sites se alag look de or apni site ki alag pahchan banaye . Aapki site ka look sabse alag hoga to user ko aapki site yad rakhne me bahut aasani hogi.

98. Share photos on free stoccks websites – Agar aapko achi images create karne ki jankari hai to aap free images download karne wali websitespar apni photo share kar sakte hai. Un photos me aap apni site ka link add kare. Jisse jo bhi aapki images ko use karega use aapki site ke bare me jarur pata chalega.

99. Make aa question & Answer form for your site – Apni site ke name se koi bhisawal jawab form banye. aap yahoo par bhi question answer site bana sakte hai.

100. Offer for your blog – Apne blog ki traffic badhane ke liye aap apne visitors or friends ko offer kar sakte hai ki aap unhe kitne visitors par kya offer de sakte ho. ayse me log aapki site par facebook, twitter par se new users jod sakte hai.

101. Admin request to all visitors – Finaly mai aapse kahna chahunga ki mai bhi supportmeindia par blog ki traffic badhane ki jankari share karta ho. Aap humare blog par aa kar bhi blog ki traffic badhane ki jankari le sakte hai. So mai aapse rquest karta hu ki supportmeindia par regularly visit kiya kare.

By the way is post me maine aapko jitne bhi tarike bataye hai. Wo sab aapke blog par traffic badhane ke kaam aayenge. Is post me maine jitna ho saka hai free ideas dene ki koshish ki hai or sabko short me samajhaya hai. Jinhe aap aasani se samajh sakte ho or follow kar sakte ho.

6 Responses check and comments

  1. क्या बढ़ाये जबसे कस्टम डोमेन सेट किया अपने पैरो पर कुल्हाड़ी ही मार ली मैंने. . पहले मेरे ब्लॉग पर 15 से 20 हज़ार पेज देखे जाते हैं. महीने की 10000 से 12000 कमाई भी हो जाती थी... लेकिन दुर्भाग्य तो देखिये न जाने मैंने इतनी बड़ी गलती क्यों कर दी.. एक कस्टम डोमेन सेट कर दिया और मेरा ब्लॉग आसमान से जमीन पर आ गिरा...

    लगता हैं मैंने अपना ब्लॉग्गिंग कैरियर ही ख़त्म कर लिया मैं खुद अपने हाथो से... काश मैंने 5 सितम्बर 2016 को कस्टम डोमेन न सेट किया होता तो आज मेरी यह हालत नहीं होती...

    एक तो मेरे विजिटर जो गूगल के जरिये से आते हैं वह आने बंद हो गये... मेरे ब्लॉग को 4000 से 45०० कीवर्ड गूगल के द्वारा भेजे जाते थे, आज इनकी संख्या 1 हज़ार ही हो गयी हैं और दिन भर में सिर्फ ३००० हज़ार पेज ही देखे जा रहे हैं...

    काश मैंने कस्टम डोमेन न सेट किया होता... आज सोचता हूँ की जो व्यक्ति जिसके ब्लॉग पर 15 से 20 हज़ार पेज देखे जाते हो और अगर एकदम से 3 हज़ार पेजों को सिमट जाये तो उसको कितनी ज्यादा निराशा होगी, यह समझा ही जा सकता हैं..

    अब तो मुश्किल से 3 हज़ार भी कमा पाऊं तो यह भी मेरे लिए बड़ी बात होगी...

    पता नहीं गूगल को यह क्यों नहीं समझ आता हैं की यह मेरा पुराना ब्लॉग हैं जिसपर मैंने कस्टम डोमेन सेट कर लिया हैं...

    ब्लॉग्गिंग एक्सपर्ट्स कहते हैं की कस्टम डोमेन सेट करने के बाद 3 महीनो के अन्दर ट्रैफिक रिकवर हो जाता हैं.. लेकिन मैं अब यह देख रहा हूँ की मेरा ट्रैफिक दिन प्रति दिन और भी कम होता चला जा रहा हैं...

    गूगल ने यह क्या कर दिया... मैंने बहुत बड़ी गलती कर दी... दुखी हूँ...

    ReplyDelete
  2. हम आशा करते हे आपको फिर से अछि ट्रैफिक मिलना स्टार्ट हो जाये बूत आपका डोमेन नेम ज्यादा आकर्षित नहीं लग रहा मुझे आप को एक बार पहले डिस्कशन करना चाहिए था

    ReplyDelete
  3. nice information.

    www.hindimetyari.com for exam portal

    ReplyDelete
  4. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  5. https://rimixdj.blogspot.com fo dj song

    ReplyDelete

Thanks for your valuable feedback.... We will review wait 1 to 2 week 🙏✅

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel