ऑनलाइन रिचार्ज कैसे करते है 2022 online recharge kaise kare


आजकल टेकनॉलजी इतनी फ़ास्ट होती जा रही है की हम जो सोच भी नहीं पाते और वह तकनीकी वर्ल्ड के किसी कोने में विकसित हो जाती हे। आज हम ऐसे ही एक तकनीकी की बात करते हैं। हम आपको ऑनलाइन इंटरनेट के माध्यम से कैसे घर बैठे आसानी से रिचार्ज करते हैं सिखाएंगे -

 How to recharge online Tips
मोबाइल रीचार्ज करने वाली बहुत सी साइट्स आप को मिल जाएगी, जिनकी मदद से आप घर से या अपने मोबाइल की मदद से कही भी अपना मोबाइल या किसी ओर का मोबाइल रीचार्ज कर सकते है.

हमे ऑनलाइन मोबाइल रीचार्ज करने के लिए इन चीज़ो की ज़रूरत पड़ती है –

ईमेल आई डी , बॅंक अकाउंट एटीएम ओर मोबाइल नंबर. 

Email ID – हमे मोबाइल रीचार्ज करने वाली साइट पर अपना अकाउंट बनाना पड़ता है उसके लिए एक ईमेल आई डी होना ज़रूरी है.
ATM – जब हम ऑनलाइन रीचार्ज करते है किसी साइट से तो हमारे मोबाइल रीचार्ज के पैसे हमारे बॅंक अकाउंट से काट ते है, uske liye hamare pass Net Banking ya Bank ATM hona chaiye. Jisse ham hamare recharge ki payment kar sake.
Mobile Number – हमारा एक मोबाइल नंबर भी होना चाहिए इसकी ज़रूरत हमारे अकाउंट वेरिफिकेशन के लिए होती है।

Online Mobile Recharge Kaise kare

jese ki mene bataya bhut si site hai online mobile recharge karne ke liye unme se ek FreeCharge. Me aapko bataoga ki Freecharge Website se kaise mobile recharge kare. Meri Steps ko follo karo.
Step 1:
www.FreeCharge.in par jao.
freecharge ki website par jao fir sign in karo
SIGN IN par click karo
Step 2:
ab agla page khulega usme agar aapka account phele se hai to aap login kar lijiye ya fir phele apna account bana lijiye.
freecharge par account banaye fir apne account me login kare
  1.  Account banane ke liye SIGN UP par click kare or apni detail bharke apna account banaye.
  2. Agar aap ka Account nahi hai to aap SIGN Up kare, ya fir aapka  Facebook ya Google+ ka account to hoga hi. aap unse bhi Login kar sakte hai or ye bhut aasaan bhi hai. Sign in with Facebook ki button par click kare fir bo Facebook par aapse ek permision magega usko allow karde or fir aap FreeCharge me Login ho jayege.
  3. Agar aapka account phele se hai to yaha par login kar sakte hai
Me aapko Suggest karuga ki aap Facebook se Sign in kare ye Jaldi bhi ho jayega or asaan bhi hai.
Step 3:
Apne FreeCharge ke account me login karne ke baad aapke saamne ek form hoga mobile resharge karne ke liye usme detail bharde

  1.  Mobile Number daale jispar recharge karna hai
  2. Konsi conpany ki SIM hai bo select kare
  3. kitne rupee ka recharge karna hai bo daale
  4. PROCEED TO COUPONS ki button par click kare
Step 4:

Ab ek naya page khulega uspar aap dekhege ki kuch coupan giye huaa hai aap chahe to unko select kare ya fir PROCEED ki button par click kare
Step 5:
Ab jo naya page khulega uspar aapko payment karni hai. yaha par payment ke bhut option diya hai. hamDebit Card ko select karte hai.

  1.  ATM Card ke Upar jo likha ho aap bo Card type me select karle.
  2. Card ke upar 16 digit ka number hoga bo aapko  yaha daalna hai
  3. Expire Date daale, bo bhi aapke ATM Card ke upar di hui hai.
  4. ATM Card ke piche ki taraf ek 3 digit ka number hota hai usko CVV number khate hai bo aap yaha daalde.
  5. Aapke Card ke upar Jiska Naam ho bo daalde. Bhutbaar hota hai ki uske upar kisika naam nahi hota to aap jiska account hai uska naam daalde.
  6. MAKE PAYMENT par click kare

  7. ATM Card Ki Detail
  8.  16 digit ka ATM Card Number
  1. Card Expire Date
  2. Card Holder ka Naam. ho sakta hai aapke card me naa ho.
  3. Card ka Type jo is demo card me VISA hai                                                                              ATM Card piche se
  4. Step 6:
    Make Payment ki button par click karne par ek naya page khulega.
    ek baat or aapke Bank account me aapka mobile number jarur juda hona chaiye q ki jab ham payment karte hai to ek code aata hai hamare paas hame bo daalna padta hai jab payment hoti hai.
Airtel Recharge, Aircel Recharge, Idea Recharge DTH Recharges; Airtel DTH Recharge, Videocon DH Recharge, Dish TV Recharge, Tata Sky Recharge, electricity bill pay online

11 Responses check and comments

  1. Bahut acchi jaanakari .Mai chahuga ki aap Whatsapp se paise kamaye hindi me me bhi jaankari de.

    ReplyDelete
  2. bahut acchi jankari di aapne .

    ReplyDelete
  3. Sir, Facebook se paise kaise kamaye ki jaankari denge to mera kaam ho jaayega. Thank you in advance.

    ReplyDelete
  4. Sir, aapki di hui jaankari se muje bahut fayda hua. Thank you sir.

    ReplyDelete
  5. bahut achha advise diye hai apne thank you http://www.hurtedtechnology.com/2018/07/how-to-target-your-primary-keywords-and-secondary-keywords-in-hindi.html

    ReplyDelete
  6. Great information sir ji.
    Thanks for sharing this beautiful article
    Thanks once again.������

    ReplyDelete
  7. बहुत ही बढ़िया लेख
    धन्यवाद

    ReplyDelete
  8. पढ़कर बहुत ही अच्छी जानकारी मिली
    धन्यवाद

    ReplyDelete

Thanks for your valuable feedback.... We will review wait 1 to 2 week 🙏✅

Iklan Atas Artikel

Iklan Tengah Artikel 1

Iklan Tengah Artikel 2

Iklan Bawah Artikel